Verse 1: F F Bb F Dekha ek khwab to yeh silsilay huye - F F C7 F Door tak nigahon mein hain gul khile huye. F F Bb F Dekha ek khwab to yeh silsilay huye - F F C7 F Door tak nigahon mein hain gul khile huye. Bb Bb Bb Bb Yeh gila hai aapki nigahon se - C C C7 F Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye. F F Bb F Dekha ek khwab to yeh silsilay huye - F F C7 F Door tak nigahon mein hain gul khile huye. Verse 2: (N.Ch.) Bb Bb Meri saanson mein basi khushboo teri. Bb Bb F F Yeh tere pyaar ki hai jaadugari. F F Bb Bb Teri aawaz hai hawaaon mein. Bb Bb F F Pyaar ka rang hai fizaaon mein. Bb Bb C C Dhadkanon mein tere geet hain mile huye. F F C7 F Kya kahun ke sharm se hain lub sile huye. F F Bb F Dekha ek khwab to yeh silsilay huye - F F C7 F Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye. Verse 3: (N.Ch.) Bb Bb Mera dil hai teri panaahon mein. Bb Bb F F Aa chhupa loon tujhe main baahon mein. F F Bb Bb Teri tasweer hai nigaahon mein. Bb Bb F F Door tak roshni hai raahon mein. F F Bb F Kal agar na roshni ke kaafile huye. F F C7 F Pyaar ke hazaar deep hain jaale huye. F F Bb F Dekha ek khwab to yeh silsilay huye - F F C7 F Door tak nigahon mein hain gul khile huye. Bb Bb Bb Bb Yeh gila hai aapki nigahon se - C C C7 F Phool bhi ho darmiyaan to faasle huye. F F Bb F Dekha ek khwab to yeh silsilay huye - F F C7 F Door tak nigahon mein hain gul khile huye.
Pages
▼
No comments:
Post a Comment